Nahi chahta dur hona
Nahi chahta nata torna
Isiliye nahi saaf karta
Apna rista tera rista
Dard hota bahutre dil me
Ki Tumse baat nahi karta
Masal deta hu roj ghav ko
Khun chupchap bahte dekhta
Ghav bhi hansta mujhpe
Puchhta-Dard nahi tujhe
To mai ghav hu kaisa
Mai Bolta-ye dard sakun deta
Tu jis pe meherban hoge
Unko khushiya to milegi hi
Mujhe koi taaz bhi mil jay
Par Tere samne koi nahi
Bahut dard hota hai ab
Pata nahi tu kyon ho jiddi
Kuchh to bolo-kuchh to suno
Nahi hai dharti pe tere jaisa koi
Tu hai anupam, meri mrignani
Jaha chain milta sati-parvati sa
janam janam se bhatak raha mai
Paya nahi abhitak tum saaaaaaa
Ab aa bhi jao, mere jivan me
Bina shart ya ho tere koi shart
Jaise rakhoge rah lunga-ji lunga
Har chhan sath parat-dar-parat
Nahi chahta nata torna
Isiliye nahi saaf karta
Apna rista tera rista
Dard hota bahutre dil me
Ki Tumse baat nahi karta
Masal deta hu roj ghav ko
Khun chupchap bahte dekhta
Ghav bhi hansta mujhpe
Puchhta-Dard nahi tujhe
To mai ghav hu kaisa
Mai Bolta-ye dard sakun deta
Tu jis pe meherban hoge
Unko khushiya to milegi hi
Mujhe koi taaz bhi mil jay
Par Tere samne koi nahi
Bahut dard hota hai ab
Pata nahi tu kyon ho jiddi
Kuchh to bolo-kuchh to suno
Nahi hai dharti pe tere jaisa koi
Tu hai anupam, meri mrignani
Jaha chain milta sati-parvati sa
janam janam se bhatak raha mai
Paya nahi abhitak tum saaaaaaa
Ab aa bhi jao, mere jivan me
Bina shart ya ho tere koi shart
Jaise rakhoge rah lunga-ji lunga
Har chhan sath parat-dar-parat

No comments:
Post a Comment