Thursday, February 13, 2014

Dil aaya

Antriksh me Chand ne jo bindiya lagaya
Kah du aaj hai Valentine Day, Dil aaya

Dekh ke teri ruhaniyat, Dil aaya
kah du Happy Valentine, Dil aaya

Khilkhilata chehra tera yaad aaya
Kah du Happy Valentine, aaj aaya

Roobroo sunegi nahi, man bhar aaya
Socha khuda se hi kah du, ek upay aaya

Ek din milna sabhi ko hai khuda me
khuda ko hi jata du,jo bhi payar aaya

Khilkhilata chehra aaj yaad aaya
Kah du Happy Valentine, Dil aaya


No comments:

Post a Comment